fbpx
Ishq ki shayari Kaifi Azmi Shayari Hindi Noshi Gilani Shayari Qateel Shifai Daagh Dehlvi Hari Shankar Parsai Jaishankar Prasad Amrita Pritam Ki Kahani Vrahaspativar ka vrat ~ "बृहस्पतिवार का व्रत" Rajendra Bala Ghosh Ki Kahani Dulaiwalisahitya duniya

Ishq ki shayari बड़ी बेबसी है जो ग़म दे रहे हैं,
हमें भूल जाना, क़सम दे रहे हैं

जो दिल में कभी थी, उसी आरज़ू का,
मुहम्मत से जो की उसी गुफ़्तगू का,
तुम्हें वास्ता हम सनम दे रहे हैं
हमें भूल जाना क़सम दे रहे हैं

पलक पे रखेंगे तुम्हें, सोचते थे
कभी ग़म न देंगे तुम्हें, सोचते थे
मगर देखो आज, सितम दे रहे हैं
हमें भूल जाना क़सम दे रहे हैं Ishq ki shayari

तुम्हारी नज़र से हंसे सब नज़ारे
क़दम दर क़दम हर ख़ुशी हो तुम्हारे
दुआ जाते जाते, ये हम दे रहे हैं
हमें भूल जाना क़सम दे रहे हैं

हमें बेख़ुदी ने किया आज ग़ाफ़िल,
नहीं हैं तुम्हारी मुहब्बत के क़ाबिल,
इशारा बहेकते क़दम दे रहे हैं
हमें भूल जाना, क़सम दे रहे हैं

~ जिगर शिओपुरी

Badi bebasi hai jo ghum de rahe hain,
humein bhool jaana, qasam de rahe hain  (Ishq ki shayari)

jo dil mein kabhi thi, usi aarzoo ka,
muhabbat se jo ki usi guftgu ka,
tumhe waasta hum sanam de rahe hain,
humein bhool jaana qasam de rahe hain

palak pe rakhenge tumhe, sochte the,
kabhi ghum na denge tumhe, sochte the,
magar dekho aaj sitam de rahe hain,
humein bhool jaana, qasam de rahe hain  (Ishq ki shayari)

tumhaari nazar se hu.nse.n har nazaare,
qadam dar qadam har khushi ho tumhaare
dua jaate jaate, ye hum de rahe hain
humein bhool jaana qasam de rahe hain

humei.n bekhudi ne kiya aaj ghaafil,
nahi.n hain tumhaari mohabbat ke qabil,
ishaara bahekte qadam de rahe hain,
humei.n bhool jaana, qasam de rahe hain

(jigar sheopuri)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *